Bajarangi Tuje Manaya, Sindur Laga Laga Ke (2)
Brahma Ne Tuje Manaya. Vishnu Ne Tuje Manaya
Shankar Ne Tuje Manaya, Damru Baja Baja Ke
Ho…Bajrangi Tuje Manaya…
Shree Ram Ne Tuje Manaya, Laxman Ne Tuje Manaya
Sita Ne Tuje Manaya, Lankapuri Me Jake
Ho…Bajarangi Tuje Manaya
Sugriv Ne Tuje Manaya, Vibhishan Ne Tuje Manaya
Narad Ne Tuje Manaya, Vina Baja Baja Ke
Ho…Bajarangi Tuji Manaya…
Rushio Ne Tuje Manaya, Santo Ne Tuje Manaya
Bhakto Ne Tuje Manaya, Tali Baja Baja Ke
Ho…Bajarangi Tuje Manaya….